V1- Allah Allah phir hum madine chaley
Seekney zindagi ke kareeney chaley
V2- Jis se buj thi hai har rooh ki tishnagi
Hum ussi aabey Rahmat ko peeney chaley
V3- Aj tak zindagiz zindagi hi na thi
Zindagi ko mubarak ho jeeney chaley
V4- Is taraf haath pehlaey pohnchey ghulam
Us taraf Rahmaton ke khazeeney chaley
V5- Allah Allah hai ye abroo ye urooj
Hum Madiney chaley hum madiney chaley
V6- Ye unhi ka karam hai ke baizaad hum
Zakhme Qalb e shikasta ko seeney chaley
Asrar e Khuda Tasveer Nabi
Sakhia da Sakhi Walia da Wali
HAQ Ali Ali HAQ Ali Ali
Oh fateyh sareya Jangaa da
Oh waqaf rab deya ranga'n da
Eho Naara mast malnga da
Har Kooche kooche Gali Gali
HAQ Ali Ali Haq Ali
Eho waaras nabi deh gulshan da
Eh chaanan har eik chaanan da
Ayh Panjwa pul hai panjtan da
Jidi mehak Di meh key gali gali
HAQ Ali Ali HAQ Ali
Ohnu walia rab Di Shan keyya
Ohnu nabi nai apni jaan keya
Ohnu Inna Ma Quran Keya
Oh Haider sab dar shaireh JAli
HAQ Ali Ali HAQ Ali Ali
Phulaa'n vich hasda Ali Ali
Raah HAQ Di dasda Ali Ali
Mereh dil vich vasda Ali Ali
Meri hogai Saim Phali Phali
HAQ Ali Ali HAQ Ali Ali
Naat e Nabi ab cher Zara deewane inshallah ho jaaye ga tumhen deedar e Muhammad
Gule gulzar muhammad
Sab ke ghamkhaar muhammad
Aur Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Naat e Nabi ho naat e Nabi
Pyaare Nabi ki Shaan nirali
Pyaare Nabi ki Shaan nirali
Kaandhe pe ha kamli Kaali
Kaandhe pe ha kamli Kaali L
Koi nahin ha un se bara
Mere aqa do jag ke nabion ke tumhi Sardar muhammad
Gul e gulzar Muhammad
Sab ke ghamkhaar muhammad
Aur Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Naat e Nabi ho naate Nabi
Arsh bulaya tum ko khuda ne
Arsh bulaya tum ko khuda ne
Jalwa dikhaya tum ko khuda ke
Jalwa dikhaya tum ko khuda ke
Rab ne kaha too mehman mera
Mere aaqa do jag ke nabion ke tumhi
Sardar muhammad
Gul e gulzar Muhammad
Sab ke ghamkhaar muhammad
Aur Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Naat e Nabi ho naate Nabi
Jab maula ne asar ko waara
Jab maula ne asar ko waara
Mere aaqa ka tak ke ishara
Mere aaqa ka tak ke ishara
Dooba sooraj pal mein mura
Mere aaqa do jag ke nabion ke tumhi Sardar muhammad
Gul e gulzar Muhammad
Sab ke ghamkhaar muhammad
Aur Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Naat e Nabi ho naate Nabi
Tere Faiz ka darya jaari
Tere Faiz ka darya jaari
Ha anwaar tere dar ka bhikaari
Ha anwaar tere dar ka bhikaari
Nazar e karam tum daalo Zara
Mere aaqa do jag ke nabion ke tumhi
Sardar muhammad
Gul e gulzar Muhammad
Sab ke ghamkhaar muhammad
Aur Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Naat e Nabi ho naate Nabi
Naat e Nabi ab cher Zara deewane inshallah ho jaaye ga tumhen deedar e Muhammad
Gule gulzar muhammad
Sab ke ghamkhaar muhammad
Aur Khuda ke yaar muhammad
Khuda ke yaar muhammad
Naat e Nabi ho naat e Nabi
Ek roz hoga jana Sarkar ki gali me
Hoga wahi thikana Sarkar ki gali me
Ankhe toh dekhne ko pehle hi mujta rib thi
Dil bhi hua ravana Sarkar ki gali me
Dil me nabi ki yaade lab par nabi ki naate
Jaana toh aise jana Sarkar ki gali me
Go paas kuch nahi hai lekin yeh dekh lega
Ek din hame zamana Sarkar ki gali me
Sam jay gey ha niyazi unki karam nawazi
Jis din huwey ravana sarkar ki gali me
Lab pe Salle Ala ke taraaney, ashk ankhon mei aye howey hain
Ye hawa ye fiza keh rahi hai. Aqa ﷺ tashreef laye howey hain
Naam nabiyon ke beshak Barhey hain, Azmatom ke nageeney jarhey hain
Muqtadi ban ke peechey karhey hain, wo jo pehley se aye howe hain
Though all prophets do hold high their status
No one comes close to our beloved
Stood behind him in prayer now are those who came before the beloved of Allah
Zindagi dhoor reh ke adhoori, hasrat e dheedh kab hogi poori
Apni palkon pe ham bhi ZAHOORI, chand
Far from you i have lived and i do ask when will i be gifted with your vision
In your love i Zahoori have shed tears
In your love oh beloved of Allah