Rabba mere haal da mehram tu
Tu ai taana
Tu ai baana
Mera sab kuch tu
Rabba mere haal da mehram tu
Andar tu ey bahir tu ey
Room room vich tu
Rabba mere haal da mehram tu
Kahe Hussain Faqeer Numana
Mai naahi Sab tu
Rabba mere haal da mehram tu
Bekas pe karam kiijiye, sarkaar-e-madiinaa
gardish mehei taqdiir, bhavar mei hei safiinaa
hai vaqt-e-madad, aaiye bigaRiko bananey
poshiidaa nahii.n aap se kuchh dil ke fasaane
Zakhmo se saja hai kisii majbuur kaa siinaa
chhaayii hai musiibat gesuuo.n vaale
lilaah merii Duubtii huwi kashtii ko bachaa lai’n
tuufaan ke aaasaar hai.n, dushvaar hai jiinaa
bekas pe karam kiijiye, sarkaar-e-madiinaa
Bari Shaan Wala Madeeneh Ka waali
Bareh Seh Bara Jinke Dar Ka Sawali
Bari Shaan Wala Madeeneh Ka waali
Farishtey bhi meri jabee’n choomteh hai
Mai jab choom loo’n unke rozay ki jaali
Bari Shaan Wala Madeeneh Ka waali
Jahan mai anokha hai unka madeena
Zamaaneh mai hai unki chokhat nirali
Bari Shaan Wala Madeeneh Ka waali
Mileh unki rehmat ki khairat sab ko
Gya koi bhi unke dar se na khaali
Bari Shaan Wala Madeeneh Ka waali
Kahaa yeh hazoori kaha mai Zahoori
Mai adna seh adna who Aali Seh Aali
Bari Shaan Wala Madeeneh Ka waali